kuch door hamaray sath chalo, ham dill ke kahani keh dain ge
Samjay na jise tum ankho se , wo bat zubani keh day ge

Pholoon ke tarha jab honton pe, ek shokh tabasum bikharay ga
Dheray se tumharay kanoo main ek baat purani keh dain ga

Izhar-E-wafa tum kiya jano, Iqrar-E-wafa tum kiya jano?
Ham zikar krain ge ghairyon ka aur apni kahani keh dain ge