Mugh se kahta hai kabhi dill main malal aty hain?

Kasy kasy mery dushman ko sawal aty hain

Yah jo hum rohty hain chup kar kabhi tanhai main

Rafta rafta tujhy ankhoon se nikal aty hain

Hum mohabat pe B ahsan koi rakht nahi

Nakiyan karty hain daryaoon main dall aty hain!!!